Lyrics of Aarambh hai prachand
Album: Gulaal
--------------------------------------------------
Album: Gulaal
--------------------------------------------------
Aarambh hai prachand
bole mastakon ke jhuund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do -2
aan baan shaan yaa ki jaan kaa ho daan
aaj ik dhanuSh ke baan pe utaar do -2
aarambh hai prachand
bole mastakon ke jhuund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do -2
aan baan shaan yaa ki jaan kaa ho daan
aaj ik dhanuSh ke baan pe utaar do -2
aarambh hai prachand
man kare so praan de
jo man kare so praan le
wahi to ek sarvashaktimaan hai) 2
krishna ki pukaar hai
ye bhaagawat ka saar hai
ki yuddh hi to veer kaa pramaan hai
kauravon ki bhii Dhoya
paandavoon ka nid ho
jo laa sakaa hai wo hii to mahaan hai
jeet kiihawas nahin
kisi pe koii vash nahin
kyaa zindagii hai thokaron pe maar do
maut anth hai nahin
to maut se bhii kyun dare
ye jaake aasamaan mein dahaad do
jo man kare so praan le
wahi to ek sarvashaktimaan hai) 2
krishna ki pukaar hai
ye bhaagawat ka saar hai
ki yuddh hi to veer kaa pramaan hai
kauravon ki bhii Dhoya
paandavoon ka nid ho
jo laa sakaa hai wo hii to mahaan hai
jeet kiihawas nahin
kisi pe koii vash nahin
kyaa zindagii hai thokaron pe maar do
maut anth hai nahin
to maut se bhii kyun dare
ye jaake aasamaan mein dahaad do
aarambh hai prachand ...
ho dayaa kaa bhaav
yaa ki shaurya kaa chunav
yaa ki haar ka vo bhaav
tum ye soch lo) 2
ya ki pure bhaal par
jalaa rahe vijay kaa
laal laal ye gulaal
tum ye soch lo
rang kesarii ho ya
mridang kesari ho yaa
ki kesarii ho taal
tum ye soch lo
jis kavi kii kalpanaa mein
zindagi ho prem geet
us kavi ko aaj tum nakaar do
bhigati nasonn mein aaj
phulati ragon mein aaj
aag ki lapat kaa tum baghaar do
yaa ki shaurya kaa chunav
yaa ki haar ka vo bhaav
tum ye soch lo) 2
ya ki pure bhaal par
jalaa rahe vijay kaa
laal laal ye gulaal
tum ye soch lo
rang kesarii ho ya
mridang kesari ho yaa
ki kesarii ho taal
tum ye soch lo
jis kavi kii kalpanaa mein
zindagi ho prem geet
us kavi ko aaj tum nakaar do
bhigati nasonn mein aaj
phulati ragon mein aaj
aag ki lapat kaa tum baghaar do
aarambh hai prachand
No comments:
Post a Comment